In hawaon me behna chati hu,
In badalon me tairna chati hu,
In nadiyon me kudna chati hu,
In panchiyon ki tarah chehchana chati hu,
In bhanwaro ki tarah mandrana chati hu,
In jangalon me khona chati hu,
Is zindagi ke samudra mein puri tarah dubna chati hu.
